Pages

Requirment of Dawat,Islah and Tajdeed for Muslims and its continuity in Islamic History:Abul hasan Ali Nadvi in Tareekh e Dawat o Azeemat/Saviors of Islamic Spirit

Assalam o Alaikum,
 Yeh mazmun Abul Hasan Ali Nadvi R.A. ki kitab Tareekh e Dawat o Azeemat se liya gaya Hai. Yeh kitab agar Deen ke daee padh le to woh tableegh o dawat ka kam Baseerat ke sath Karenge.Woh paenge ke Allah ne jin Usuloon par Dawat o Azeeamtr aur tajdeed ka kam mukhtalif waqt me logon se liya hai.Woh usul Tabligh o Dawat ke kam mein bahut Mazbut halat mein maujood hai.Aur Tabligh o Dawat ki Buniad Bahut Mazbooy hai. Aur woh zyada Basserat se Dawat o Tableegh ke kam Karenge Insha Allah.Allah Amal ki Taufeeq At Farmaye. Ameen